
mohabbat kum nahi hoti...Kisi Kay Pass Aanay Say Kisi Kay Door Janay Say...
Mohabat Kam Nahi Hoti Kisi Ko Azmanay Say
....Jinhain Hum Yad Rakhtay Hain Woh Hum Ko Bhool Jatay Hain
.....Nahi Hota Asar inn Per Abb Ashkon Ko Bahanay Say
.....Dil e Betab Ne Surat Teri Aisey Sajaee Hay....
Kabhi Mitt Hi Nahi Sakti Kisi Kay Bhi Mitanay Say
.....Bicharna Thaa Muqadar Main Kissi Say Kiya Gilaa Kartey....
Nahi Shikwa Muqaddar Say Naa Shikwa Hay Zamanay Say.....
Andheri Raat Hay Barish Hay Our Main Bhi To Tanha Hoon..
Nahi Maloom Ho Ga Kiya Faqat Dil K Jalanay Say....

Khareed skta hoon
ReplyDelete�Kahun K Kia Ho Tum�.?�
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.
SORRY Means
ReplyDeleteSORRY� SORRY� SORRY�SORRY�
Dont get confused ,Aray Baba SORRY means:
S->Some,
O->One Is,
R->Really,
R->Remembering
Y->You�..
Have A wonderful day�.